Saturday, March 17, 2007

Oldies Goldies

Some invaluable shayaries from very old songs. Heard them on Vividhbharati radio station and had to pen them down:
-----
Vo gham bhi haseen hai
Jis gham ke jimmedaar ho tum.
Dil ki dhadkan ki tamanna ho
Mera pyaar ho tum.
-----
Ye duniya hai
Is duniya ka zamaana kisko bhaata hai
Hazaaron pyaar karte hain
Nibhaana kuchh ko aata hai.

Ye duniya hai
Is duniya ka zamaana kisko bhaata hai
Nibhaane vaale laakhon hain
Manaana kisko aata hai.
-----
Zindagi dene vaale sun
Teri duniya se ji bhar gayaa
Mein yahaan jeeteji mar gayaa.

Raat katti nahin, din guzarta nahin
Zakhm aisa diya hai ki bharta nahin
Aankh veeran hai, dil pareshaan hai
Gham ka jadoo koi kar gayaa.
Zindagi dene vaale sun....
-----
Awesome aren't they?

1 comment: